Shayri 461

Kamre ki thehri deewaron ne mujhse kal raat cheekh kar aakhiri darkhaast ki, 'Shayar, ab rona band kar, humari ibtdaayi buniyaad tak buri tarah kaanp chuki hai.'